Jis ko arbab-e-nazar Haq ka Wali kehtay hain..
Sar-ba-sar waqif-e-israr-e-Jali kehtay hain..

Jis ko dooba hua sooraj bhi palat kar dekhay..
Hum usay apnay aqeeday mein Ali (a.s) kehtay hain..